Fun Zone - Friday, July 02, 2010 6:34:31 AM
Ek aadmi apne aap me kehta hua ja raha tha ki aisi zindagi se toh maut aachi.
Achanak Yamdoot aa gaya aur bola “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lo batao, aab insaan mazaak bhi nahi kar sakta hai kya?
2010 DelhiHelp